Tuesday 22 November 2011

Islamic Nots

Aap Ko World Trade Centre Ki Tabahi To Yaad Hi Hai . 09-11-2001 Ye Baat
Bhi Jaan Lijiye Ke QURAN Pak Ki Ek aayat Mein Buland-o-Bala Imaraton Ki
Tabahi Ka Zikr Hai . Us Se Ziyada Heart Ki Baat Ye Hai Ke Wo Aayat QURAN Pak
Ke 11vein Paare Aur Surat Namber 9 Surat-e-Toba Mein Hai ,Aur is Surat Mein
Kull Alfaz 2001 Hain 09-11-2001 Ek Aur Heart Angez Baat Ye Hai Ke Aayat Ka
Namber Bhi 110 Hai Aur World Trada Centre Ki Manzlen Bhi 110 Thin

  
Jab Tumhara Dil Gunah Ke Kamon Mein Lag na Shuro Ho Jaye To Yeh is
Baat Ki Daleel Hai Ke Tumhara RAB Tum Se Naraz Hai . ( HAZRAT ALI a.s ).

 
Qustion :
( S.A.W.W ) Nay Kabhi Nahi Kya .
Answar : Hazoor Pak ( S.A.W.W ) Nay Kabhi AAZAN Nahi De Thi , Kiyoun Ke Agar
Aap ( S.A.W.W) AAZAN Dete To Kainat Ki Har Cheez Masjid Mein Aa Jati Or
Nizam-e-Kainat Ruk Jata SUBHAN ALLAH .
Wo Kon Sa Kam Hiy Jo ALLAH Ko Boht Pasand Tha Lakin Nabi
 
Na Ye Zameen Thi Na Koi Aftab Tha ALLAH Aur NOOR-E- PANJTAN-E-PAK
Tha , Jis Dam Hui Thi Adam Ki Khlqat Turab Se , Us Waqat Bhi Hazrat Ali (a.s)
Ka Laqqab ABU-TURAB Tha .
 
Lete hi Naam Ankh Se Ansu Nikal Para Pani Ko Kitna Pyar Hay Abh Bhi
HUSSAIN Se Bhatakta Hay Daar Badr NA Rehta Hay Chain Se Shrminda Hay
Aaj Bhi Pani HUSSAIN Se .
 
Wo Jis Nein Apnay Nana Ka Wada Wafa Kar Dia Ghar Ka Ghar Sapurd-e-
Khuda Kar Dia Nosh Kar Lia Jis Nein Shahadat Ka Jam Us HUSSAIN IBNE HAiDER
Pe Lakhon Salam .
 
1> 10 Moharm Ko Chand , Sitaray , Zamen or Janat Bani . 2> Isi Din Firown
Gharq Huwa . 3> Isi Din Hazrat Yosuf (a.s) Kuwain Se Bahir aye 4> Isi Din Zamen
Par Pehli Barish Huiy 5> Isi Din Hazrat Yaqub (a.s) Ki Binai Lotai Gai . 6> Isi Din
Hazrat Younis (a.s) Machli Ke Pait Se Bahir Aiye . 7> Isi Din Hazrat Ibrahim (a.s) Or
Hazrat Esa (a.s) Paida Huwe . 8> Isi Din Hazrat Imam HUSSAIN Nein SHAHADIT
Pai . Or . 9> Isi Din Qayamat Aiye Gi .

No comments:

Post a Comment